Гуру Песен Популярное
А Б В Г Д Е Ж З И К Л М Н О П Р С Т У Ф Х Ц Ч Ш Э Ю Я
# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Babul Supriyo & Chorus - Dil Ne Dil Ko Pukara | Текст песни

Pesni.guru - сайт для Гуру

sitaaron ki mahafil mein guunjega taraana
ki honthon pe aaya hai dil ka fasaana
are dil ne dil ko pukaara
lo main aaya milne dubaara
manzil pyaar tumhaara
main huun saagar tum ho kinaara
sitaaron ki mahafil mein guunjega taraana
ki honthon pe aaya hai dil ka fasaana
are dil ne dil ko pukaara
lo main aaya milne dubaara
ajab shaam hai yeh pyaar ki
pehlu mein sab ke yaar hai
ajab raat hai jazbaat ki
dil mein pyaar hi pyaar hai
yeh pyaar tumhaara yeh pyaar hamaara
hai khuub nazaara
zamaana usi ka hai saara zamaana
ki jisne bhi sikha hai pyaar nibhaana
are dil ne dil ko pukara
lo main aaya milne dubaara
manzil pyaar tumhaara
main huun saagar tum ho kinaara
qadam aaye hai us mor pe
ham tum hai jahaan saamne
nazar se nazar karne ab lagi
baatein barhe hi raaz se
yeh raaz tumhaara yeh naaz hamaara
kare hai kya ishaara
nishaane pe dil hai ki dil pe nishaana
diwaana hai apni hi dhun mein diwaana
are dil ne dil ko pukaara
lo main aaya milne dubaara
manzil pyaar tumhaara
main huun saagar tum ho kinaara
sitaaron ki mahafil mein guunjega taraana
ki honthon pe aaya hai dil ka fasaana
sitaaron ki mahafil mein guunjega taraana
ki honthon pe aaya hai dil ka fasaana


Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1
Видео
Нет видео
-